Pal Pal Dil Ke Paas Lyrics – Kishor Kumar – Hindi
Pal Pal Dil Ke Paas Lyrics were written by Rajendra Krishan. The beautiful love song has romantic lyrics, sung by Kishor Kumar. The song is from the film Blackmail, starring Dharmendra, Rakhee Gulzar, and Shatrughan Sinha. This song was directed and composed by Kalayanji Anandji.
Scroll Down to DOWNLOAD Lyrics in PDF Format

Song Name : | Pal Pal Dil Ke Paas |
Album / Movie : | Blackmail 1973 |
Star Cast : | Dharmendra, Rakhee Gulzar, Shatrughan Sinha |
Singer : | Kishore Kumar |
Music Director : | Kalayanji Anandji |
Lyrics by : | Rajendra Krishan |
Music Label : | Shemaroo |
Pal Pal Dil Ke Paas Lyrics in English :
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho….
Har Shyam Aankhon Par Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki Baarat Le Aaye
Mai Saans Leta Hoon Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal Dil Ke Pas….
Kal tujko dekha tha maine apne aangan mein
Jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein
Ye kaisa rishta hai yeh kaise sapne hai
begane hokar bhi kyu lagte apne hai
Main soch main rehta hoon dar dar k kehta hun
Pal Pal Dil Ke Pas….
Tum Sochogi Kyon Itna Mai Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana Mai Bhi Iqraar Karu
Dewano Ki Yeh Baatein Deewane Jaante Hain
Jalne Me Kya Mazaa Hai Parwane Jaante Hain
Tum Yunhi Jalate Rehna Aa Aakar Khwabon Me
Pal Pal Dil Ke Pas….
Pal Pal Dil Ke Paas Lyrics in Hindi / पल पल दिल के पास हिंदी
पल पल दिल के पास तुम रहती हो
जीवन मीठी प्यास ये कहती हो
पल पल दिल के पास तुम रहती हो….
हर शाम आँखों पर तेरा आँचल लहराए
हर रात यादों की बारात ले आए
मैं साँस लेता हूँ, तेरी खुशबू आती है
इक महका महका सा पैगाम लाती है
मेरे दिल की धड़कन भी तेरे गीत गाती है
पल पल दिल ….
कल तुझको देखा था, मैंने अपने आँगन में
जैसे कह रही थी तुम, मुझे बाँध लो बंधन में
ये कैसा रिश्ता है, ये कैसे सपने हैं
बेगाने हो कर भी, क्यों लगते अपने हैं
मैं सोच में रहता हूँ, डर-डर के कहता हूँ
पल पल दिल….
तुम सोचोगी क्यों इतना, मैं तुमसे प्यार करूँ
तुम समझोगी दीवाना मैं भी इकरार करूँ
दीवानों की ये बातें, दीवाने जानते हैं
जलने में क्या मज़ा है, परवाने जानते हैं
तुम यूँ ही जलाते रहना, आ आ कर ख़्वाबों में
पल पल दिल….